Tere mehke jism ki
Khushbu nichod lu
Tere mehke jism ki
Khushbu nichod lu
Jo lamha mil gaya hai
Wo lamha tod du
Tere mehke jism ki
Khushbu nichod lu
Jo lamha mil gaya hai
Wo lamha tod du
Ye mauka aur ye aalam phir mile na mile
Ye masti aur ye mausam phir mile na mile
Teri surmayi lato se
Teri surmayi lato se ab rishta jod lu
Jo lamha mil gaya hai
Wo lamha tod du
Tere mehke jism ki
Khushbu nichod lu
Ye raaate aur ye baate kal ho ke na ho
Teri meri ha mulaqate kal ho ke na ho
Dil chahe teri or
Dil chahe teri or rukh apna mod lu
Jo lamha mil gaya hai
Wo lamha tod du
Tere mehke jism ki
Khushbu nichod lu
| Movie | Is Dil Se (Album) |
| Singer | Sukhwinder Singh |
| Music Composer | Sukhwinder Singh |
| Lyricist | Sameer |

