Tauba Tauba Lyrics | Is Dil Se (Album) | Sukhwinder Singh | Sukhwinder Singh

Tauba Tauba Lyrics | Is Dil Se (Album) | Sukhwinder Singh | Sukhwinder Singh

Tauba tauba aisi tanhayi
Tauba tauba aisi tanhayi ke bas
Tauba tauba aisi tanhayi ke bas
Aaj teri itni yaad aayi ke bas
Tauba tauba aisi tanhayi hoyi ke bas

Hosh mein aake bhi raha besudh
Hosh mein aake bhi raha besudh
Bekhudi is kadar se chhayi ke bas
Aaj teri itni yaad aayi ke bas

Aur kuch ab nazar nahi aata
Aur kuch ab nazar nahi aata
Yu nazar mein hai tu samayi ke bas
Tauba tauba aisi tanhayi ke bas
Aaj teri itni yaad aayi ke bas
Tauba tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba tauba

Ab to aankho se ashq bhi ruthe
Tauba tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba tauba
Ab to aankho se ashq bhi ruthe
Tu mujhe itna rulayi ke bas
Tu mujhe itna rulayi ke bas
Tauba tauba aisi tanhayi ke bas
Aaj teri itni yaad aayi ke bas
Tauba tauba aisi tanhayi ke bas
Aaj teri itni yaad aayi ke bas

MovieIs Dil Se (Album)
SingerSukhwinder Singh
Music ComposerSukhwinder Singh
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *