Hai Jism Lyrics | Is Dil Se (Album) | Sukhwinder Singh | Sukhwinder Singh

Hai Jism Lyrics | Is Dil Se (Album) | Sukhwinder Singh | Sukhwinder Singh

Hai jism magar is mein
Ab jaan nahi hai
Tujhse bichhad ke jeena aasan nahi hai
Ab zindagi mein koi armaan nahi hai

Hai jism magar is mein
Ab jaan nahi hai
Hai jism magar is mein
Ab jaan nahi hai
Tujh se bichhad ke jeena aasan nahi hai
Ab zindagi mein koi armaan nahi hai
Tujhse bichhad ke jeena aasan nahi hai

Aalam dhua dhua hai
Mausam hai thahra thahra
Har seemt bebasi hai
Tere dard ka hai phehara
Koi khushi mere dar pe mehmaan nahi hai
Tujhse bichhad ke jeena aasan nahi hai

Aankho se ninde ruthi
Dil bekarar hai
Aatho phehar hi tera
Mujhe intzaar hai
Aankho se ninde ruthi
Dil bekarar hai
Aatho phehar hi tera
Mujhe intzaar hai
Jazbo mein chahato ka tufaan nahi hai
Hai jism magar is mein
Ab jaan nahi hai
Tujhse bichhad ke jeena aasan nahi hai

MovieIs Dil Se (Album)
SingerSukhwinder Singh
Music ComposerSukhwinder Singh
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *