Jo Bhi Hona Hai Ho Jayega Lyrics | Chaar Diwaari, Samad Khan

Jo Bhi Hona Hai Ho Jayega Lyrics | Chaar Diwaari, Samad Khan

Meri Jaan-E-Jaan Kyun Tu Jaane Na
Waqt Pal Mein Phisal Jaayega
Kitna Simple Hai Kyun Tu Samjhe Na
Jo Bhi Hona Hai Ho Jaayega

Phir Se Chhu Le Mujhe
Na Hum Tum Kuch Kahe
Raat Bhi Ho Aadhi Si
Baat Bhi Ho Aadhi Si
Dheere Dheere Jalte Hum Rahe

Na Ho Koi Faasle
Aa Ja Idhar Saans Le
Chhod Zindagani Ko
Phunk Do Jawani Ko
Dheere Dheere Dheere Hum Maray

Meri Baho Mein Aaj Aa Jaana
Kal Ka Kya Saala Phir Aayega
Kitna Simple Hai Kyun Tu Samjhe Na
Jo Bhi Hona Hai Ho Jayega

Meri Jaan-E-Jaan Kyun Tu Jaane Na
Waqt Pal Mein Phisal Jayega
Kitna Simple Hai Kyun Tu Samjhe Na
Jo Bhi Hona Hai Ho Jayega

Duniya Ye Zaalim Kyun Hai
Waqt Kyun Chhene Mujhse
Pal Do Pal Ke Jeevan Mein
Dillagi Kyun Hai Tujhse
Bas Do Pal Ka Ye Silsila
Bas Isi Pal Main Hun Tera

Ab Sabar Na Ho Paaye Teri Aankhein Bulaye
Mujhe Inmein Basa Lo Zara
Ab Sabr Na Ho Paye Lamhein Beete Jaaye
Aisa Mauka Milega Kahan

Chal Tu Sath Mere Sahi Aur Galat Ke Pare
Zindagi Khumari Si Maut Bhi Hai Pyari Si
Dheere Dheere Dheere Hum Mare
Meri Baaho Se Aaj Na Jaana
Kal Ka Kya Saala Phir Aayega

Kitna Simple Hai Kyun Tu Samjhe Na
Jo Bhi Hona Hai Ho Jaayega
Meri Jaane Jaan Kyun Tu Jaane Na
Waqt Pal Mein Fisal Jayega

Kitna Simple Hai Kyun Tu Samjhe Na
Jo Bhi Hona Hai Ho Jayega

SingerChaar Diwaari, Samad Khan
DirectorReema Sengupta
Music ComposerChaar Diwaari
LyricistChaar Diwaari
Star CastShanaya Kapoor, Divik Sharma, Manya Grover, Mannat Duggal
LabelSony Music India

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *