Yeh Mard Bade Dil Sard (Male) Lyrics | Miss Mary – 1957 | Mohammad Rafi | Hemant Kumar

(Yeh mard bade dil sard bade bedard chalo ji maana
Mardon ka phir bhi gulaaam hai jamaana) – (2)

(Duniya ke saath chalo naya jamaana hai yeh
Mardo ko dosh dena raag puraana hai yeh) – (2)
Yeh jhuti inaki jaat kahon ya kaho inhe deewaana
Mardon ka phir bhi gulaaam hai jamaana
Yeh mard bade dil sard bade bedard chalo ji maana
Mardon ka phir bhi gulaaam hai jamaana

(Gussa gurur ladana naari ki bhul hai yeh
Thanda mijaaj rakhana pehala asul hai yeh) – (2)
Yeh baat pate ki kehata hoon main chaahe kaho deewaana
Mardon ka phir bhi gulaaam hai jamaana
(Yeh mard bade dil sard bade bedard chalo ji maana
Mardon ka phir bhi gulaaam hai jamaana) – (2)

MovieMiss Mary - 1957
SingerMohammad Rafi
Music ComposerHemant Kumar
LyricistRajendra Krishan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *