(Ruthaa hai to manaa lenge – 2
Bigadaa hai to banaa lenge rotaa hai to hasaa lenge
Phir bhi naa manaa to – 2 naa manaa to deke khilon behlaa lenge
Ruthaa hai to manaa lenge) – 2
Pyar mein gussaa hai gusse mein pyaar hai – 2
Jhoote inkaar mein sachchaa ikraar hai
Nadan ko samja lenge hum jaal mein phasalenge
Beiman ko phuslaa lenge – 2
Phir bhi naa manaa to – 2 naa manaa to deke khilon behlaa lenge
Dil kaa mithaa hai kadwaa zubaan kaa – 2
Bantaa hai sayana woh to jahaan kaa
Hum dhokese behkaa lenge takraar se manaavaa lenge
Ek pyaar se chata malenge – 2
Phir bhi naa manaa to – 2 naa manaa to deke khilon behlaa lenge
Ruthaa hai to manaa lenge
| Movie | Miss Spicy Mix |