Ya Allah Yeh Mohabbat Lyrics | Qatl | Kavita Krishnamurthy | Laxmikant Pyarelal

Ya Allah Yeh Mohabbat Lyrics | Qatl | Kavita Krishnamurthy | Laxmikant Pyarelal

Ya allah yeh mohabbat dard hai kya
Ya allah na jane iski koi deva
Ya allah is ki tadap ka maja nasha hi nasha

Ya allah yeh mohabbat dard hai kya
Ya allah na jane is ki koi deva
Ya allah is ki tadap ka maja nasha hi nasha
Nasha hi nasha aaha aaha aaha
Ya allah yeh mohabbat dard hai kya

Gumsum chot na khayi ho
Kabhi na aankh ladai ho kabhi na jiski baho me
Koi balkha ke na aayi ho vo jiya bhi to
Jiya bhi to jiya bhi to jiya bhi to
Kya kya kya kya ye dil bhi chiz hai kya
Ya allah na jane koi is ki deva
Ya allah is ki tadap ka maja
Nasha hi nasha nasha hi nasha aah aah
Ya allah yeh mohabbat dard hai kya

Ye pyar tahkhana hai jaha sahil bhi diwana hai
Ye udher nazer bhi na dale jaha khali pmana hai
Ek patra bhi to diya bhi to diya bhi to
Kya kya kya kya
Ya allah sitam hai taram hai kya
Ya allah na jane koi is ki deva
Ya allah is ki tadap ka maja
Nasha hi nasha nasha hi nasha aah aah

Ya allah yeh mohabbat dard hai kya
Ya allah na jane is ki koi deva
Ya allah is ki tadap ka maja nasha hi nasha
Nasha hi nasha aaha aaha aaha
Ya allah yeh mohabbat dard hai kya

MovieQatl
SingerKavita Krishnamurthy
DirectorR K Nayyar
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistRajinder Krishan
Star CastSanjeev Kumar, Shatrughan Sinha, Ranjita, Sarika, Ashok Kumar, Saeed Jaffrey, Marc Zuber, Leena Das, Dinesh Hingoo, T P Jain, Ameen Sayani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *