Ishq Ki Vibe Lyrics | Nakhrewaalii | Divya Kumar, Swati Sharma

Ishq Ki Vibe Lyrics | Nakhrewaalii | Divya Kumar, Swati Sharma

Naino Ne Aisi Udari Maari Maari Re
Nakhrewali Tujh Pe Dil Ye Haari Haari Re

Naino Ne Aisi Udari Maari Maari Re
Nakhrewali Tujh Pe Dil Ye Haari Haari Re

Heart Beat Ka Para Dekho
Chamka Jag Ye Sara Dekho
Babale Se Dil Ne Bawal Kar Diya

Ishq Ki Vibe Ne Bhaiya Hai Nachaya
Love Story Ko Is Mod Mein Laya
Ishq Ki Vibe Ne Bhaiya Hai Nachaya
Love Story Ko Is Mod Mein Laya

Ishq Baap Hai Khoob Hype Hai
Fool Bhi Hai Ye Ishq Right Hai
Ishq Kaam Aaram Hai
Chot Bhi Hai Ye Ishq Baam Hai

Ishq Bhook Hai Ye Raat Bhi
Ishq Kaid Hai Azad Bhi
Ishq Yaar Hai Ye Waar Bhi
Ishq Maut Hai Ye Maar Bhi

Ishq Ke Bina Kya Ye Zindagi
Ishq Roshni Ishq Bandagi
Rom Rom Mein Ishq Har Kahin
Ishq Har Kahin Ishq Har Kahin
Ishq Har Kahin Ishq Har Kahin

Ishq Ki Vibe Ne Bhaiya Hai Nachaya
Love Story Ko Is Mod Mein Laya
Ishq Ki Vibe Ne Bhaiya Hai Nachaya
Love Story Ko Is Mod Mein Laya

MovieNakhrewaalii
SingerDivya Kumar, Swati Sharma
DirectorRahul Shanklya
Music ComposerGaurav Chatterji
LyricistMeggha Bali, Ginny Diwan
Star CastAnsh Duggal, Akash Makhi, jaKumud Mishra
LabelJioStudios

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *