Mahiya Lyrics | Badshah, Shreya Ghoshal

Mahiya Lyrics | Badshah, Shreya Ghoshal

Mahiya Yeh Jhumke Bindiya
Chura Ke Nindiya Le Jayenge Teri
O Piya Tujhe Hi Dil Diya
Haan Kaun Is Tarah Ho Jayegi Teri

Mahiya Yeh Jhumke Bindiya
Chura Ke Nindiya Le Jayenge Teri
O Piya Tujhe Hi Dil Diya
Haan Kaun Is Tarah Ho Jayegi Teri

Teri Aankhein Bataye Ke Tu Soyi Nahi Hai
Sukoon Humko Bhi Nahi Hai
Mujhe Dekh Ke Shayad Lage Na Tujhe Par
Aashiq Mere Jaisa Koi Nahi Hai

Wajib Bechainiyaan Hain Teri
Mujhme Bhi Khaamiyaan Ab Teri
Chaahe Jahaan Bhi Jaaun Dikhe
Mujh Pe Nishaniyaan Hain Teri

Jo Tu Na Dikhe Toh Yeh Aankhein Kis Kaam Ki
Zikr Na Tera Toh Yeh Baatein Kis Kaam Ki
Fikr Na Kisi Bhi Baat Ki Kar Tu Khaamkha
Bina Rani Ke Badshah Kis Kaam Ka

Mahiya Yeh Jhumke Bindiya
Chura Ke Nindiya Le Jayenge Teri
O Piya Tujhe Hi Dil Diya
Haan Kaun Is Tarah Ho Jayegi Teri

Mahiya Yeh Jhumke Bindiya
Chura Ke Nindiya Le Jayenge Teri
O Piya Tujhe Hi Dil Diya
Haan Kaun Is Tarah Ho Jayegi Teri

Sukoon Bhi Denge Chanak Bhi Denge
Zameen Denge Falak Denge
Jo Maangega Tu Hans Ke Jaa
Tere Haathon Mein Rakh Denge

Bekhabar Rakh Thori Si Khabar
Kari Na Jo Kadar Ho Jayegi Teri

Mahiya

Teri Parichhayi Main Banu
Tanhai Na Jaroor Teri Aaye Main Maru
Maine Maanga Tujhe
Lagi Aa Ke Mujhe Kisi Dua Ke Jaise Tu

Mahiya

Teri Parichhayi Main Banu
Tanhai Na Jaroor Teri Aaye Main Maru
Maine Maanga Tujhe
Lagi Aa Ke Mujhe Kisi Dua Ke Jaise Tu

Ho Jayegi Teri

SingerBadshah, Shreya Ghoshal
Music ComposerHiten
LyricistBadshah, Shreya Ghoshal
LabelBadshah

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *