Walla Walla Sare Gaon Me Mach Gaya Halla Lyrics | Pardesi | Anuradha Paudwal | Anand Milind

Walla Walla Sare Gaon Me Mach Gaya Halla Lyrics | Pardesi | Anuradha Paudwal | Anand Milind

Walla walla walla walla
Walla walla walla walla
Sare gaon me mach gaya halla
Sare gaon me mach gaya halla
Kho gayi meri ungali ka chhalla
Kho gayi meri ungali ka chhalla
Walla walla walla walla
Walla walla walla walla
Sare gaon me mach gaya halla
Sare gaon me mach gaya halla
Kho gayi meri ungali ka chhalla
Kho gayi meri ungali ka chhalla
Kho gayi meri ungali ka chhalla
Kho gayi meri ungali ka chhalla

Dhabe me khana khane gayi thi
Dhabe me khana khane gayi thi
Mai apna dil bahlane gayi thi
Mai apna dil bahlane gayi thi
Meri jawani mushkil me pad gayi
Ek aashik se najar meri lad gayi
Jaan bachake wahan se me bhagi
Chhalla nahi tha subah jab mai jaagi
Jaan gaya tauba sara mohallaa
Kho gayi meri ungali ka chhalla
Kho gayi meri ungali ka chhalla

Bazar me kuchh lene gayi thi
Bazar me kuchh lene gayi thi
Kapda silai ka dene gayi thi
Kapda silai ka dene gayi thi
Aaye wahan kuchh awara ladke
Baahon me bhar liye mujhko jakad ke
Puchho na kaise wahan se mai nikali
Jaane kahan meri anguthi fisali
Aage kahu kya sharam aaye allaa
Kho gayi meri ungali ka chhalla
Kho gayi meri ungali ka chhalla
Walla walla walla walla
Walla walla walla walla
Sare gaon me mach gaya halla
Sare gaon me mach gaya halla

MoviePardesi
SingerAnuradha Paudwal
DirectorRaj Sippy
Music ComposerAnand Milind
LyricistSameer
Star CastMithun Chakraborty, Varsha Usgaonkar, Sumanlata, Jamuna, Suresh Oberoi, Shakti Kapoor, Raza Murad

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *