Vo Mujhko Chod Jana Chahta Hai Lyrics | Afsana | Sonu Nigam, Anuradha Paudwal

Vo Mujhko Chod Jana Chahta Hai Lyrics | Afsana | Sonu Nigam, Anuradha Paudwal

Pahli si tadap pahle si chahat nahi rahi
Lekin ye galat hai ke mohabbat nahi rahi
Sohrat mili to bach ke gujarne laga hai vo
Sayad use humari jarurat nahi rahi

Vo mujhko chhod jana chahta hai
Vo mujhko chhod jana chahta hai
Magar koi bahana chahta hai
Vo mujhko chhod jana chahta hai

Jise dil ki tarah is dil me rakha
Jise dil ki tarah is dil me rakha
Vahi ab dil dukhana chahta hai
Vahi ab dil dukhana chahta hai
Magar koi bahana chahta hai
Vo mujhko chhod jana chahta hai

Vo apne kah kahe duniya ko dekar
Vo apne kah kahe duniya ko dekar
Khud apna ghum chupana chahta hai
Khud apna ghum chupana chahta hai
Magar koi bahana chahta hai
Vo mujhko chhod jana chahta hai

Mai jiski yaad me duniya ko bhuli
Mai jiski yaad me duniya ko bhuli
Vahi mujhko bhulana chahta hai
Vahi mujhko bhulana chahta hai
Magar koi bahana chahta hai
Vo mujhko chhod jana chahta hai

Use kya dard ka ehsaas shewan
Use kya dard ka ehsaas shewan
Jo mera dil dukhana chahta hai
Jo mera dil dukhana chahta hai
Magar koi bahana chahta hai
Vo mujhko chhod jana chahta hai
Vo mujhko chhod jana chahta hai

MovieAfsana
SingerSonu Nigam, Anuradha Paudwal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *