Tu Keh De Toh Lyrics | Anuv Jain

Tu Keh De Toh Lyrics | Anuv Jain

Tu Keh De Toh Aaj Se Dil Tera Hai
Durr Na Jayega Yeh Kabhi
Aya Toh Tha Yeh Mehmaan Banke
Reh Jaye Yahin

Tu Keh De Toh Kal Ke Din Ka Sawera
Teri Hi Baahon Mein Ho Yahin
Shaam Bhi Tere Hi Naam Kardein
Kaho Toh Sahi

Tu Keh De Toh Dil Hai
Har Din Hai Tere Liye
Tu Mangey Toh Jaan Bhi
Le Ja Abhi Kuch Na Kahein

Bas Pyaar Se Keh Do Ek Baar Mujhse
Duniya Bana Dunga Main Nayi
Jo Bhi Tere Dil Mein Aaj Aye
Sab Ho Wahin

Bolo Na
Jo Bhi Hai Dil Mein
Mere Yeh Dil Se

Keh Do Na
Jo Bhi Hai Dil Mein
Mere Yeh Dil Se

Mere Yeh Dil Se
Kaho

Teri Kya Arzoo
Main Sunne Ko
Betaab Hoon

Kya Karein
Tere Liye
Bolo Na
Arey Bolo Na

Main Hoon Tere
Isharon Pe
Tu Bol De
Isharon Se

Kya Karein
Tere Liye
Bolo Na
Arey Bolo Na

Tu Keh De Toh Sab Ki Nazaron Ke Agay
Se Tujhko Chura Le Jaun Abhi
Logon Ki Baaton Se Kya Hi Lena
Parwah Nahin

Yaan Keh De Toh Teri Nazron Ke Agay
Betha Rahe Mera Dil Yahin
Aya Toh Tha Yeh Mehmaan Banke
Reh Jaye Wahi

Mehmaan Hi

SingerAnuv Jain
DirectorColin D'Cunha
Music ComposerAnuv Jain
LyricistAnuv Jain
Star CastAnanya Panday, Vir Das, Gurfateh Pirzada, Varun Sood, Vihaan Samat
LabelSony Music India

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *