Suna Suna Mahal Kab Se Aawaj De Sathiya Lyrics | Mahal | Chandrani Mukherjee

Suna suna mahal kab se aawaj de
Sathiya aa bhi ja re aa bhi ja re aa bhi ja re

Ye mahal ki meri aawaj hai
Meri aawaj me ek chupa raaj hai
Itne barso se yu pathro me bandi
Pyar ki chikh hai dard ka saaz hai
Sathiya aa bhi ja re aa bhi ja re aa bhi ja re
Suna suna mahal kab se aawaj de
Sathiya aa bhi ja re aa bhi ja re aa bhi ja re

Dil ki dhadkan kahe aaj tu aayega
Mujh se mil ke gale mujh me kho jayega
Patti sanso ki preet pyar barsayega
Jalti shama pe tu aaj jal jayega
Sathiya aa bhi ja re aa bhi ja re aa bhi ja re
Suna suna mahal kab se aawaj de
Sathiya aa bhi ja re aa bhi ja re aa bhi ja re

Jo bujhe na kabhi mai vahi pyas hu
Duri ho na kabhi mai vahi aas hu
Mar ke jinda rahe ruh me jo yaha
Us amar prem ka pahla ehsas ho
Sathiya aa bhi ja re aa bhi ja re aa bhi ja re
Suna suna mahal kab se aawaj de
Sathiya aa bhi ja re aa bhi ja re aa bhi ja re

MovieMahal
SingerChandrani Mukherjee

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *