Meetha Paani Lyrics | Suryaa | Sonu Nigam

Meetha Paani Lyrics | Suryaa | Sonu Nigam

Aa Aa
Muddaton Se Mere Dil Ne
Teri Yaad Ko Sajaye Rakha
Meri Rooh Ne Ek Rishta
Tere Naam Se Banaye Rakha

Jaane Kya Jaadu Hai Tera
Sar Pe Ye Chadh Gaya
Sarphira Ishq Tha Mera
Aur Bhi Badh Gaya

Teri Baatein Meetha Paani
Main to Peeta Rahun
Teri Aankhen Zindagaani
Main to Jeeta Rahun

Jaane Kya Jaadu Hai Tera
Sar Pe Ye Chadh Gaya
Sarphira Ishq Tha Mera
Aur Bhi Badh Gaya

Mishri Ghole Chupchup Bole
Teri Ye Saugaatein
Mere Naseeb Mein Likh Di Tere
Pyaar Ki Ye Barsaatein

Mere Naam Ka Joda Pehne
Mere Ghar Tu Aaye
Isi Ummeed Pe Mere Yaara
Dil Bhi Kuch Kar Jaaye

Teri Baatein Meetha Paani
Main to Peeta Rahun
Teri Aankhen Zindagaani
Main to Jeeta Rahun

Jaane Kya Jaadu Hai Tera
Sar Pe Ye Chadh Gaya
Sarphira Ishq Tha Mera
Aur Bhi Badh Gaya

Teri Meri Yaari Yaara
Chhode Se Chhoote Na
Apne Rishte Ki Ye Dori
Tode Se Toote Na

Kuch Bhi Ho Jaaye Par Jaanu
Itna Hi Main Kahunga
Tere Bulaane Se Pehle Main
Tere Paas Rahunga

Teri Baatein Meetha Paani
Main to Peeta Rahun
Teri Aankhen Zindagaani
Main to Jeeta Rahun

Jaane Kya Jaadu Hai Tera
Sar Pe Ye Chadh Gaya
Sarphira Ishq Tha Mera
Aur Bhi Badh Gaya

Jaane Kya Jaadu Hai Tera
Sar Pe Ye Chadh Gaya
Sarphira Ishq Tha Mera
Aur Bhi Badh Gaya

MovieSuryaa
SingerSonu Nigam
DirectorM Padmakumar
Music ComposerUttam Singh
LyricistSunil Sirvaiya
Star CastSunny Deol, Ravi Kishan, Pragya Jaiswal, Tinu Anand
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *