Sada Khush Rahe Too Lyrics  | Pyaar Ka Saagar | Rajendra Kumar, Meena Kumari | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Sada Khush Rahe Too Lyrics | Pyaar Ka Saagar | Rajendra Kumar, Meena Kumari | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Sada khush rahe too jafa karne waale
Duwa kar rahe hain duwa karne waale
Sada khush rahe too jafa karne waale
Duwa kar rahe hain duwa karne waale
Sada khush rahe too

Sunate game dil jo tum paas hote
Meree bekasee pe bhee kya tum naa rote
Sunate game dil jo tum paas hote
Meree bekasee pe bhee kya tum naa rote
Magar kya dikhaye tumhe dil ke chhale
Duwa kar rahe hai duwa karne wale
Sada khush rahe too

Sitam aur bhee ho toh woh bhee kiye jaa
Sitam aur bhee ho toh woh bhee kiye jaa
Ho kuchh aur bhee gam toh woh bhee piye jaa
Nahee phir bhee tujhse gila karne wale
Dua kar rahe hai dua karne wale

Sada khush rahe too jafa karne wale
Dua kar rahe hain dua karne wale
Dua kar rahe hain dua karne wale
Sada khush rahe too.

MoviePyaar Ka Saagar
SingerMukesh Chand Mathur (Mukesh)
DirectorDevendra Goel
Music ComposerRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistPrem Dhawan
Star CastRajendra Kumar, Meena Kumari, Madan Puri, Mohan Choti
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *