Pyaar Ka Saagar (Title) Lyrics  | Pyaar Ka Saagar | Rajendra Kumar, Meena Kumari | Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Pyaar Ka Saagar (Title) Lyrics | Pyaar Ka Saagar | Rajendra Kumar, Meena Kumari | Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Pyaar ka saagar dekha hai
Kisi ke chanchal naino mein
Pyaar ka saagar dekha hai
Kisi ke chanchal naino mein
Pyaar ka saagar

Kuchh din se mere dil ki
Dhadkan kyun tej hui jati hai
Kuchh din se mere dil ki
Dhadkan kyun tej hui jati hai
Kya baat hui ke raato ko
Ab nind nahi aati hai
Din pal bhar chain na paye
Pyaar ka saagar dekha hai
Kisi ke chanchal naino mein
Pyaar ka saagar

Fir unse milu kab unse milu
Din raat yahi dil soche
Fir unse milu kab unse milu
Din raat yahi dil soche
Kya unse kahu aur kaise kahu
Bas baat yahi dil soche
Aur soch soch rah jaye
Pyaar ka saagar dekha hai
Kisi ke chanchal naino mein
Pyaar ka saagar dekha hai
Kisi ke chanchal naino mein
Pyaar ka saagar dekha hai
Kisi ke chanchal naino mein.

MoviePyaar Ka Saagar
SingerAsha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
DirectorDevendra Goel
Music ComposerRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistPrem Dhawan
Star CastRajendra Kumar, Meena Kumari, Madan Puri, Mohan Choti
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *