Prem kaa naata chhuta – (2)
Naata chhuta prem naa chhuta – (2)
Baat kaa palan tuta, aa ha
Prem kaa naata chhuta – (2)
Nem dharam se bol re gyaanee bol – (2)
Kya sachcha kya jhutha
Baat kaa palan tuta, aa ha
Prem kaa naata chhuta – (2)
Aap ne sej kee shobha -2, mann kaa dhiraj luta
Kaise kaate niraash jiwan, har ek sahaara chhuta
Baat kaa palan tuta, aa ha ha ha
Prem kaa naata chhuta – (2)
Ha…..
| Movie | Nartaki |
| Singer | Pankaj Mullick |
| Music Composer | Pankaj Mullick |
| Lyricist | Munshi Aarzoo |