Humari gali ke hansi dekhte the
Humari taraf wo nahi dekhta the
Humari gali ke hansi dekhte the
Humari taraf wo nahi dekhta the
Achanak magar hume dekh kar kadam ruk gaye sanam jhuk gaye
Kiye sau salam diye sau payam tadapkar kahan o jane wafa
Tu mehboob hai bahut khoob hai
Tu mehboob hai bahut khoob hai
Ye jane kya ho gaya kab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya ha gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Ye kajal ki dhare na pata ye gajre ki phul chandan ki dhul
Ye bindiya ka roop ye chehre ki dhoop ye payal ki chham chham
Ye payal ki chham chham
Ye julfon ke kam ye damke hamare solah shringar
Kiya sab magar hua na asar
Kiya sab magar hua na asar agar aaj sab me besabab ho gaya
Ha besabab ho gaya
Ha ha besabab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya ha gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Fasane bane bahane bane khuda ki kasam hua kya sitam
Wahi bekadar mere husan par fida ho gaya
Ye kya ho gaya
Fida ho gaya
Ye kya ho gaya
Baras me kahi jo hota nahi
Baras me kahi jo hota nahi kapat ek pal me wo sab ho gaya
Wo sab ho gaya
Ha ha wo sab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya ha gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
Nathaniya jo dali gajab ho gaya
| Movie | Main Tulsi Tere Aangan Ki |
| Singer | Anuradha Paudwal, Hemlata |
| Director | Raj Khosla, Sudesh Issar |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Nutan, Vijay Anand, Asha Parekh, Vinod Khanna, Deb Mukherjee, Neeta Mehta, C S Dube, Goga Kapoor, Geeta Behl, Jagdish Raaj, Bhagwan, Trilok Kapoor, Heena Kausar, Birbal, Amrit Lakhan pal, Naaz, Anand Pal, Master Ravi, Parveen Paul |

