Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics | Mr & Mrs Grey | Mohammad Faiz

Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics | Mr & Mrs Grey | Mohammad Faiz

Saare Jahaan Ki Bheed Mein
Kyun Ye Tumse Nazar Takrayi Hai?
Kheench Ke Mujhko Kismat Meri
Kyun Tum Tak Le Aayi Hai?
Itni Haseen Galti Ke Aage Kuch Sahi Nahi

Dil Yeh Tumhi Ko
Dil Yeh Tumhi Ko De Baithe
Aur Baatein Kahin Nahi
Dil Yeh Tumhi Ko De Baithe
Aur Baatein Kahin Nahi

Itni Haseen Galti Ke
Itni Haseen Galti Ke Aage Kuch Sahi Nahi
Dil Yeh Tumhi Ko
Dil Yeh Tumhi Ko De Baithe
Aur Baatein Kahin Nahi

Haan Tareef Mein Kya Kahun Main Teri Aankhon Ki
Maangu Rihayi Kaise Main Inse Laakhon Ki
Nazren Utaru Teri Balayein Lun
Ek Ek Ada Ye Teri Lagti Hai Laakhon Ki

Na Tumse Kam Ho Na Tumse Zyada
Tere Sang Jeene Ka Karke Irada
Paake Tujhko Ab Duji
Paake Tujhko Ab Duji Koi Chahat Rahi Nahi

Dil Yeh Tumhi Ko De Baithe
Aur Baatein Kahin Nahi
Dil Yeh Tumhi Ko De Baithe
Aur Baatein Kahin Nahi

Itni Haseen Galti Ke
Itni Haseen Galti Ke
Aage Kuch Sahi Nahi
Dil Yeh Tumhi Ko De Baithe
Aur Baatein Kahin Nahi

Rabba Mere Rabba Ve Sun Main Teinu Dasda Ve
Yaar Baajo Ek Pal Bhi Main Jee Na Hun Sakta Ve
Rabba Mere Rabba Ve Sun Main Teinu Dasda Ve
Yaar Baajo Ek Pal Bhi Main Jee Na Hun Sakta Ve

MovieMr & Mrs Grey
SingerMohammad Faiz
DirectorVishal Mishra, Ankur Pajni
Music ComposerTanishk Bagchi
LyricistSaaveri Verma
Star CastElena Roxana Maria Fernandes, Manj Gill, Sarah Hussain
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *