Naam Nahin Koi Thaam Nahi Lyrics | Aan Baan | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Naam Nahin Koi Thaam Nahi Lyrics | Aan Baan | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Sun lo purab paschhim uttar dakshin ke ae logo
Jivan sabke liye saja hai
Hasate hasate bhogo
Nam nahi koi dham nahi
Hai number se pehchan
Kya raja kya rank yaha pe
Sab hai ek saman
Nam nahi koi dham nahi
Hai number se pehchan
Kya raja kya rank yaha pe
Sab hai ek saman
Nam nahi koi dham nahi

Bhasha ko diwar banake
Kyu tu bair kamaye
Bol pyar ki boli aisi
Gair tera ho jaye
Bhasha ko diwar banake
Kyu tu bair kamaye
Bol pyar ki boli aisi
Gair tera ho jaye
Dil ki bhyasha sab ki bhasaha
Jan le o anjan
Kya raja kya rank yaha pe
Sab hai ek saman
Nam nahi koi dham nahi
Hai number se pehchan
Kya raja kya rank yaha pe
Sab hai ek saman
Nam nahi koi dham nahi

Bura na dekho
Bura na bolo
Bura suno na bhai
Sab dharmo ka yahi hai maksad
Yahi to hai sachchayi
Bura na dekho
Bura na bolo
Bura suno na bhai
Sab dharmo ka yahi hai maksad
Yahi to hai sachchayi
Chahe gita bibal padhalo
Chahe granth kuran
Kya raja kya rank yaha pe
Sab hai ek saman
Nam nahi koi dham nahi
Hai number se pehchan
Kya raja kya rank yaha pe
Sab hai ek saman
Nam nahi koi dham nahi

Josh mein aake bhul gaya tu
Tu hai ek khilauna
Kok se tune janam liya hai
Maut ki god mein sona
Josh mein aake bhul gaya tu
Tu hai ek khilauna
Kok se tune janam liya hai
Maut ki god mein sona
Kandhe chadh ke jayega
Nirbal ho ya balwan
Kya raja kya rank yaha pe
Sab hai ek saman
Nam nahi koi dham nahi
Hai number se pehchan
Kya raja kya rank yaha pe
Sab hai ek saman
Nam nahi koi dham nahi

MovieAan Baan
SingerMohammed Rafi
DirectorPrakash Mehra
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistGulshan Bawra
Star CastRajendra Kumar, Rakhee, Pran, Jagdeep, Kum Kum, Som Dutt, Kanhaiya Lal, Baby Tabassum, Sunder, Bhagwan, Anwar Hussan, Ram Mohan, Moolchand, Indu Shivraj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *