Prem ki hai kya sun paribhsha sundar sapne ujawwal asha

Darpan bana ye man mera jisme tera rup saja
Charo dishao me teri ab chane lagi muskati chavi

Madhur milan ki aayi ritu itni madhur jaise madhu
Suraj khile badra me yu ghunghat me ho jaise wadhu

| Movie | Hamari Bahu Alka |
| Singer | Kishore Kumar |
| Director | Basu Chatterjee, Kamal Saigal |
| Music Composer | Rajesh Roshan |
| Lyricist | Amit Khanna |
| Star Cast | Bindiya Goswami, Asrani, Utpal Dutt, Prema Narayan, Rakesh Roshan, Master Raju, Manik Dutt, Jay Shree T, Meena T, Ranjeet, R S Chopra, Viju Khote, Manmouji, Kuthiravattam Pappu, Soni, Satya, Pratap |