Mere Bina Tu Lyrics | Phata Poster Nikla Hero | Harshdeep Kaur, Rahat Fateh Ali Khan | Pritam Chakraborty

Mere bina tu mere bina tu – 2
Mere bina khush rahe tu zamaane mein
Ke aaoon na main yaad bhi anjaane mein
Mere bina tu mere bina tu
Mere bina tuuu

Bhul ab jana guzra zamana
Keh to rahe ho mujhko magar
Tasveer le lo khat bhi le jao
Lauta do mere sham o sehar
Jaan jaaye re jaan jaaye re
Jaan jaaye meri tujhko bhulaane mein
Ke aaoon na main yaad bhi anjaane mein
Mere bina tu mere bina tu
Mere bina… tuuu

Tujhse hai vaada hai ye irada
Ab na milenge tujhe se kabhi
De ja mujhko saarein he aansu
Leja mujhse se mere khushi
Meri khusi ko meri khusi ko
Meri khusi aansu o ko bahane me
Ke aau na main yaad bhi aanjaane main
Mere bina tu mere bina tu – 2
Mere bina khush rahe tu zamaane mein
Ke aaoon na main yaad bhi anjaane mein
Mere bina tu mere bina tu – 6

MoviePhata Poster Nikla Hero
SingerHarshdeep Kaur, Rahat Fateh Ali Khan
Music ComposerPritam Chakraborty

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *