Main Rang Sharbaton Ka Lyrics | Phata Poster Nikla Hero | Atif Aslam, Chinmayi Sripada | Pritam Chakraborty

Khwaab hai tu neend hoon main
Dono mile raat bane roz yehi maangu dua
Teri meri baat bane baat bane

Main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani – 2
Mujhe khud mein ghol de to mere yaar baat ban jaani
Rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein ghol de to mere yaar baat ban jaani
Rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani

O yaara tujhe pyaar ki batiyaan
Kya samjhawan
Jaag ke ratiyaan roz bitaawan
Isse aage ab main kya kahoon
O yaara tujhe bolti ankhiyan sadke jawaan
Maang le pakiyan aaj duawaan
Isse aage ab main kya kahoon
Maine to dheere se neendon ke dhaage se
Baandha hai khwaab ko tere main na jahaan chahoon
Na aasmaan chahoon aaja hisse mein tu mere

Tu dhang chahaton ka main jaise koi nadaani – 2
Mujhe khud mein jod de to mere yaar baat ban jaani
Rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
Tere khayalon se tere khayalon tak
Mera to hai aana jaana mera to jo bhi hai
Tu hi tha tu hi hai baaki jahaan hai begana

Tum ek musafir ho main koi raah anjaani – 2
Mann chaha mod de to.. mere yaar baat jaani
Rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein ghol de to mere yaar baat ban jaani
Rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani

O yaara tujhe pyaar ki batiyaan
Kya samjhawan..
Jaag ke ratiyaan roz bitaawan
Isse aage ab main kya kahoon
O yaara tujhe bolti ankhiyan sadke jawaan
Maang le pakiyan aaj duawaan
Isse aage ab main kya kahoon

MoviePhata Poster Nikla Hero
SingerAtif Aslam, Chinmayi Sripada
Music ComposerPritam Chakraborty

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *