Majnu bhi khairiyat se hai
Laila maze me hain
Majnu bhi khairiyat se hai
Laila maze me hain
Ek tum mere na ho sake
Duniya maze me hain
Duniya maze me hain
Majnu bhi khairiyat se hai
Laila maze me hain
Gaalon ko chumana
Kabhi zulfon ko chhedna
Gaalon ko chumana
Kabhi zulfon ko chhedna
Gaalon ko chumana
Kabhi zulfon ko chhedna
Kabhi zulfon ko chhedna
Humse to ye hawao ka
Jhonka maze me hain
Humse to ye hawao ka
Jhonka maze me hain
Ek tum mere na ho sake
Duniya maze me hain
Duniya maze me hain
Majnu bhi khairiyat se hai
Laila maze me hain
Mausam tumhare husn ke
Masti shabaab ki masti shabaab ki
Mausam tumhare husn ke
Masti shabaab ki masti shabaab ki
Mausam tumhare husn ke
Masti shabaab ki masti shabaab ki
Rehate ho jisme tum
Wo ilaaka maze hain
Rehate ho jisme tum
Wo ilaaka maze hain
Ek tum mere na ho sake
Duniya maze me hain
Duniya maze me hain
Majnu bhi khairiyat se hai
Laila maze me hain
Aye khush nasib chand ki
Matwali chandani
Aye khush nasib chand ki
Matwali chandani
Aye khush nasib chand ki
Matwali chandani
Matwaali chaandani
Tujhse ye kehana ishq ka
Maara maze me hain
Tujhse ye kehana ishq ka
Maara maze me hain
Ek tum mere na ho sake
Duniya maze me hain
Duniya maze me hain
Majnu bhi khairiyat se hai
Laila maze me hain
| Movie | Geetnuma (Pankaj Udhas) |
| Singer | Pankaj Udhas |

