Yahan Wafa Ki Kimat Na Thi Lyrics | Geetnuma (Pankaj Udhas) | Pankaj Udhas

Yahan Wafa Ki Kimat Na Thi Lyrics | Geetnuma (Pankaj Udhas) | Pankaj Udhas

Yahan wafa ki keemat
Na thi na hain na hogi
Yahan wafa ki keemat
Na thi na hain na hogi
Tumhein meri zururat ho
Tumhein meri zururat ho
Na thi na hain na hogi
Na thi na hain na hogi

Ye shehre zindagi hain
Ke mujrimo ki basti
Ye shehre zindagi hain
Ke mujrimo ki basti
Ye shehre zindagi hain
Ke mujrimo ki basti
Yahan koi adalat
Yahan koi adalat
Na thi na hain na hogi
Na thi na hain na hogi
Yahan wafa ki keemat
Na thi na hain na hogi

Sharaab peeke zaahid
Zamee lage hain jannat
Sharaab peeke zaahid
Zamee lage hain jannat
Sharaab peeke zaahid
Zamee lage hain jannat
Magar na koi jannat
Magar na koi jannat
Na thi na hain na hogi
Na thi na hain na hogi
Yahan wafa ki keemat
Na thi na hain na hogi

Ye kaid zindagi hain
Yahan kabhi kisi ko
Ye kaid zindagi hain,yahan kabhi kisi ko
Ye kaid zindagi hain
Yahan kabhi kisi ko
Rihaai ki izaajat rihaai ki izaajat
Na thi na hain na hogi
Na thi na hain na hogi
Yahan wafa ki keemat
Na thi na hain na hogi

Ye maikada hain katir ye raahaton ka ghar hain
Ye maikada hain katir ye raahaton ka ghar hain
Ye maikada hain katir ye raahaton ka ghar hain
Yahan koi musibat
Yahan koi musibat
Na thi na hain na hogi
Na thi na hain na hogi
Yahan wafa ki keemat
Na thi na hain na hogi
Tumhein meri zururat ho
Tumhein meri zururat ho
Na thi na hain na hogi
Na thi na hain na hogi
Jahan wafa ki keemat
Na thi na hain na hogi.

MovieGeetnuma (Pankaj Udhas)
SingerPankaj Udhas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *