Main Hoon Lyrics | The Amazing Spider-Man (2014) | Sanam Puri | Sanam Puri

Saanson mein aandhi hai main bhi toh taiyaar hoon
Sabse badi ye jung hai to main bhi taiyaar hoon
Aaghaaz hoon main ummeed hoon main
Har haar jeetenge
Main hoon main hoon woh aag jo kabhi bujhe naa
Main hoon main hoon woh raftaar jo kabhi rooke naa
Main hoon…..
Unchaayi koi choo sake naa
Main hoon main hoon jab tak main zinda hoon
Aankhon mein sooraj hai himmat hoon dhoop hoon
Main ishaara hoon
Toh aasmaan zameen chalne lage rukne lage
Roshni ke ghar pe ye andhere chehre
Kya lagaayenge pehre
Main hoon main hoon woh aag jo kabhi bujhe naa
Main hoon main hoon woh raftaar jo kabhi ruke naa
Main hoon oonchaayi koi choo sake naa
Main hoon main hoon jab tak main zinda hoon

Main hoon main hoon woh aag jo kabhi bujhe naa
Main hoon main hoon woh raftaar jo kabhi ruke naa
Main hoon oonchaayi koi choo sake naa
Main hoon main hoon jab tak main zinda hoon

MovieThe Amazing Spider-Man (2014)
SingerSanam Puri
Music ComposerSanam Puri
LyricistManoj Yadav, Samar Puri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *