Koi Atka Hua Hai Pal Lyrics | Visaal (Ghulam Ali) | Ghulam Ali | Ghulam ali

Koi Atka Hua Hai Pal Lyrics | Visaal (Ghulam Ali) | Ghulam Ali | Ghulam ali

Koi atka huaa hain pal shayad
Koi atka huaa hain pal shayad
Waqt me pad gaya hain bal shayad
Waqt me pad gaya hain bal shayad
Koi atka huaa hain pal shayad
Shayad shayad shayad

Aa rahi hain jo chaaf kadmo ki
Aa rahi hain jo chaaf kadmo ki
Aa rahi hain jo chaaf kadmo ki
Khil rahe hain kahin kaval shayad
Khil rahe hain kahin kaval shayad
Waqt me pad gaya hain bal shayad
Koi atka huaa hain pal shayad
Shayad shayad shayad

Dil agar hain to dard bhi hoga
Dil agar hain to dard bhi hoga
Dil agar hain to dard bhi hoga
Iska koi nahi hai hal shayad
Iska koi nahi hai hal shayad
Waqt me pad gaya hain bal shayad
Koi atka huaa hain pal shayad
Shayad shayad shayad

Raakh ko bhi khured kar dekho
Raakh ko bhi khured kar dekho
Raakh ko bhi khured kar dekho
Abhi jalta ho koi pal shayad
Abhi jalta ho koi pal shayad
Waqt me pad gaya hain bal shayad
Koi atka huaa hain pal shayad
Shayad shayad shayad

MovieVisaal (Ghulam Ali)
SingerGhulam Ali
Music ComposerGhulam ali
LyricistGulzar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *