Hum To Kitno Ko Lyrics | Visaal (Ghulam Ali) | Ghulam Ali | Ghulam ali

Hum To Kitno Ko Lyrics | Visaal (Ghulam Ali) | Ghulam Ali | Ghulam ali

Ham to kitno ko mehzabi kahte
Ham to kitno ko mehzabi kahte
Aap hain isliye nahi kahte
Ham to kitno ko mehzabi kahte
Ham to kitno ko mehzabi kahte
Aap hain isliye nahi kahte
Ham to kitno ko mehzabi kahte

Chaand hota na aasmaan pe agar
Chaand hota na aasmaan pe agar
Chaand hota na aasmaan pe agar
Ham kise aap sa hasin kahte
Ham kise aap sa hasin kahte
Aap hain isliye nahi kahte
Ham to kitno ko mehzabi kahte

Aapne auron se kaha sab kuchh
Aapne auron se kaha sab kuchh
Aapne auron se kaha sab kuchh
Hamse kuch to kabhi kahin kahte
Hamse kuch to kabhi kahin kahte
Aap hain isliye nahi kahte
Ham to kitno ko mehzabi kahte

Raat dekha tha jaate jaate unhe
Raat dekha tha jaate jaate unhe
Raat dekha tha jaate jaate unhe
Chaand ko apna jaan nashi kahate
Chaand ko apna jaan nashi kahate
Aap hain isliye nahi kahte
Ham to kitno ko mehzabi kahte
Ham to kitno ko mehzabi kahte
Aap hain isliye nahi kahte
Ham to kitno ko mehzabi kahte

MovieVisaal (Ghulam Ali)
SingerGhulam Ali
Music ComposerGhulam ali
LyricistGulzar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *