Khul Jaayega Kismat Ka Taala Lyrics | Geraftaar (1985) | Shabbir Kumar | Bappi Lahiri

(Khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala – (2)
Aapki duwa chaahiye bas aapaki duwa chaahiye, aapaki duwa chaahiye) -2

(Naachunga gaayunga fight bataaunga main
Koyi jo na kar paaye woh kar dikhaaunga main) – (2)
Kisi director ki bas mujhpar ek najar pad jaaye
Ya toh top heroine ki bas mujhase aankh lad jaaye

Khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala
Aapki duwa chaahiye bas aapaki duwa chaahiye, aapaki duwa chaahiye

James bond banake jab film mein aayunga

(Ik mauka mil jaaye acting karunga gajab ki
Aaya jo haan parde par chhutti main kar dunga sab ki) – 920
Saari haseenjawaan ladkiya maaangegi autograph
Tanhaayi mein chhupkar mera chumengi photograph

Khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala – (2)
Aapki duwa chaahiye bas aapaki duwa chaahiye, aapaki duwa chaahiye

MovieGeraftaar (1985)
SingerShabbir Kumar
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistIndeevar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *