Dhup Mein Nikala Na Karo Roop Ki Raani Lyrics | Geraftaar (1985) | Asha Bhosle, Kishore Kumar | Bappi Lahiri

(Dhup mein nikala na karo roop ki raani
Gora rang kaala na pad jaaye) – (2)
Mast mast aankhon se chhalakaao na madira
Madhushaala mein taala na pad jaaye
Dhup mein nikala na karo roop ki raani, gora rang kaala na pad jaaye

Aa aa aa aa…….. la ra ra la ra ra……

Tum jo thak gayi ho toh baahon mein utha le – (2)
Hukm do hamein toh abhi paalaki la de
Pant hai patharila paidal na chalo tum – (2)
Kahin paanv mein chhaala na pad jaaye
Dhup mein nikala na karo roop ki raani, gora rang kaala na pad jaaye

Dhoop ho ya chhanv sajan main toh aayungi – (2)
Tumse milane aag pe bhi jalake jaaungi
Ek pal bhi tanaha tumhe chhodu toh kaise – (2)
Kisi sautan se paala na pad jaaye
Dhup mein nikala na karo roop ki raani, gora rang kaala na pad jaaye
Mast mast aankhon se chhalakaao na madira
Madhushaala mein taala na pad jaaye

MovieGeraftaar (1985)
SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistIndeevar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *