Khul jayega kismat ka tala
Main bhi actor banunga namwala
Khul jayega kismat ka tala
Main bhi actor banunga namwala
Apki duwa chahiye bas apaki duwa chahiye
Apki duwa chahiye
Khul jayega kismat ka tala
Main bhi actor banunga namwala
Khul jayega kismat ka tala
Main bhi actor banunga namwala
Apki duwa chahiye bas apaki duwa chahiye
Apki duwa chahiye
Nachunga gayunga fight batunga main
Koi jo na kar paye wo kar dikhaunga main
Nachunga gayunga fight batunga main
Koi jo na kar paye wo kar dikhaunga main
Kisi director ki bas mujhpar ek najar pad jaye
Ya to top heroine ki bas mujhase ankh lad jaye
Khul jayega kismat ka tala
Main bhi actor banunga namwala
Apki duwa chahiye bas apaki duwa chahiye
Apki duwa chahiye
James bond banake jab film mein ayunga
Ek mauka mil jaye acting karunga gajab ki
Aaya jo han parde par chhutti main kar dunga sab ki
Ek mauka mil jaye acting karunga gajab ki
Aaya jo han parde par chhutti main kar dunga sab ki
Sari hasin jawan ladkiya mangegi autograph
Tanhayi mein chhupkar mera chumengi photograph
Khul jayega kismat ka tala
Main bhi actor banunga namwala
Khul jayega kismat ka tala
Main bhi actor banunga namwala
Apki duwa chahiye bas apaki duwa chahiye
Apki duwa chahiye
| Movie | Geraftaar |
| Singer | Shabbir Kumar |
| Director | Prayagraj |
| Music Composer | Bappi Lahiri |
| Lyricist | Indeevar |
| Star Cast | Kamal Haasan, Poonam Dhillon, Madhvi, Amitabh Bachchan, Rajinikanth, Ranjeet, Kader Khan, Shakti Kapoor, Sharat Saxena, Jeevan, Nirupa Roy, Aruna Irani, Rabia Ameen, Om Shiv Puri, Satyen Kappu, Pinchoo Kapoor, Jagdish Raaj, Bob Christo, Kulbhushan Kharban |

