Jab Tak Hai Chanda Lyrics | Sharda (1981) | Lata Mangeshkar | Laxmikant-Pyarelal

(Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya) – (2)
Mai banu apne sajan ki sajaniya
Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Mai banu apne
Mai banu apne sajan ki sajaniya
Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya

Kitni hai rab jane kitne janam hai – 2
Jitne hai yug or jitne janam hai – 2
Wo mera dulha mai unki dulhaniya
Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya
Jab tak hai chanda

(Mere piya mere jiwan ke sathi
Jaise ke deepka jaise ke bati) – (2)
Jaise ke ghunghru jaise payjaniya – 2
Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya
Jab tak hai chanda

Kajra lagake darpan jo dekhu – 2
Darpan se bhi mai jalke ye puchu
Ke kaun hai ri meri sajaniya
Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya
Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Mai banu apne

MovieSharda (1981)
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerLaxmikant-Pyarelal
LyricistAnand Bakshi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *