Ishq Fana Ka Naam Hai Ishq Me Jindagi Na De Lyrics | Rare Gems (Jagjit Singh) | Chitra Singh

Ishq Fana Ka Naam Hai Ishq Me Jindagi Na De Lyrics | Rare Gems (Jagjit Singh) | Chitra Singh

Ishq fanaa ka naam hain
Ishq mein zindagi na de
Ishq fanaa ka naam hain
Ishq mein zindagi na de
Jalwa-e-aaftaab ban
Jalwa-e-aaftaab ban
Zarre mein roshni na de

Shauq ko rehnuma bana
Shauq ko rehnuma bana
Jo ho chuka kabhi na de
Aag dabi huyi nikaal
Aag bujhi huyi na de

Tujhko khuda ka waasta
Tu meri zindagi na de
Tujhko khuda ka waasta
Tu meri zindagi na de
Jiski sahar bhi shaam ho
Uski siyaah shabi na de
Jalwa-e-aaftaab ban
Jalwa-e-aaftaab ban
Zarre mein roshni na de
Ishq fanaa ka naam hai
Ishq mein zindagi na de

MovieRare Gems (Jagjit Singh)
SingerChitra Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *