Jab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi Lyrics | Rare Gems (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Jab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi Lyrics | Rare Gems (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Jab bhi aati hain teri yaad
Kabhi shaam ke baad
Aur badh jaati hain
Afsoorda dili shaam ke baad
Jab bhi aati hain teri yaad
Kabhi shaam ke baad

Ab iraado pe bharosa hain
Na tauba pe yaki
Mujhko le jaa re kahan
Tashnalabi shaam ke baad

Yu to har lamha teri
Yaad ka bojhal gujra
Dil ko mehsoos huyi
Teri kami shaam ke baad

Yu to kuch shaam se
Pehle bhi udaasi thi adeeb
Ab to kuch aur badhi
Dil ki lagi shaam ke baad
Aur badh jaati hain
Afsoorda dili shaam ke baad
Jab bhi aati hain teri yaad
Kabhi shaam ke baad

MovieRare Gems (Jagjit Singh)
SingerJagjit Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *