Hanste gate jaha se gujar
Duniya ki tu parvaah na kar
Hanste gate jaha se gujar
Duniya ki tu parvaah na kar
Muskurate huye din bitana
Yaha kal kya ho kisne jana
Jindagi ek safar hai suhana
Yaha kal kya ho kisne jaana
Jindagi ek safar hai suhana
Yaha kal kya ho kisne jaana
Maut aani hai aayegi ek din
Jaan jani hai jayegi ek din
Ha maut aani hai aayegi ek din
Are jaan jani hai jayegi ek din
Aisi baato se kya ghabarana
Yaha kal kya ho kisne jana
Jindagi ek safar hai suhana
Yaha kal kya ho
| Movie | Andaz |
| Singer | Mohammed Rafi |
| Director | Ramesh Sippy |
| Music Composer | Shankar Jaikishan |
| Lyricist | Hasrat Jaipuri |
| Star Cast | Shammi Kapoor, Hema Malini, Rajesh Khanna, Roopesh Kumar, Ajit, Sonia Sahni, Simi Garewal, Aruna Irani, Achla Sachdev, David |

