Thandi Hawao Ne Gori Ga Ghungat Utha Diya Lyrics | Prem Nagar | Kishore Kumar, Asha Bhosle | Sachin Dev Burman

Thandi Hawao Ne Gori Ga Ghungat Utha Diya Lyrics | Prem Nagar | Kishore Kumar, Asha Bhosle | Sachin Dev Burman

Dambua baru ru aayo re
Hey thandi hawao ne gori ka ghunghat utha diya
Hey kali ghatao ne sajan ko natkhat bana diya
Hey thandi hawao ne gori ka ghunghat utha diya
Hey kali ghatao ne sajan ko natkhat bana diya
Nagar nagar dagar dagar panghat bana diya
Gori ka ghunghat utha diya
Hey thadi hawao se gori ka ghunghat utha diya

Barkha bahar barkha bahar
Barkha bahar aayi barkha bahar
Jane kis girdhan me likhi koi chhiti piya ke desh re
Aayi purvayi aayi le ke preetam ka sandesh re
Badal ne badal ne badal ne rut ko kajal laga diya
Hey thandi hawao ne gori ka ghunghat utha diya

Dambua baru ru aayo re
Rimjhim fuhar rimjhim fuhar
Rimjhim fuhar pade rimjhim fuhar
Meri najar sab pe tujhe sabki khabar
Par ye pata hai ke nahi
Maine jo sawan se kaha
Chupke se vo tune suna hai ke nahi
Sawan se sawan se
Sawan se pahale man ne bata diya
Sajan ko natkhat bana diya
Hey kali ghatao ne sajan ko natkhat bana diya

Mai baanwari mai baanwari
Mai banwari hui mai banwari
Uyi darr gayi bijali se ye maine chu liya tujhe
Ye badi bhul hui
Ek hi din ek hi pal ek hi jhonke me kali phul hui
Sabnam ko sabnam ko
Sabnam ko tumne shola bana diya
Sajan ko natkhat bana diya
Hey thandi hawao ne gori ka ghunghat utha diya
Hey kali ghatao ne sajan ko natkhat bana diya
Nagar nagar dagar dagar panghat bana diya
Gori ka ghunghat utha diya
Nagar nagar dagar dagar panghat bana diya
Gori ka ghunghat utha diya
Sajan ko natkhat bana diya
Gori ka ghunghat utha diya
Sajan ko natkhat bana diya
Gori ka ghunghat utha diya
Sajan ko natkhat bana diya
Gori ka ghunghat utha diya
Sajan ko natkhat bana diya
Gori ka ghunghat utha diya

MoviePrem Nagar
SingerKishore Kumar, Asha Bhosle
DirectorK S Prakash Rao
Music ComposerSachin Dev Burman
LyricistAnand Bakshi
Star CastRajesh Khanna, Hema Malini, Prem Chopra, Kamini Kaushal, Nasir Husain, Ashok Kumar, Aruna Irani, Jagdeep, Nana Palsikar, Ramesh Deo, Asrani, Agha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *