Ham Paapi Lyrics  | Saheb Bahadur | Dev Anand, Priya Rajvansh | Ambar Kumar, Chandrani Mukherjee | Madan Mohan Kohli

Ham Paapi Lyrics | Saheb Bahadur | Dev Anand, Priya Rajvansh | Ambar Kumar, Chandrani Mukherjee | Madan Mohan Kohli

Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hamare avgun chit nahi dhariyo
Hamare avgun chit nahi dhariyo
Aan pade tuhre dwar
Aan pade tuhre dwar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu

Sukh mein tujhko bhul gaye the
Dukh mein tu yaad aayi
Dukh mein tu yaad aayi
Apne bhaktan ki har uljhan
Tune sada suljhayi
Hey maa tune sada suljhayi
Teri daya se kabhi na khali
Ho apne bhandaar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu

Kaise apne mann ki pida
Kaise apne mann ki pida
Mata jujhe sunaye
Mata jujhe sunaye
Balak ki gat maa hi jane
Balak ki gat maa hi jane
Kaise tujhe samjhaye
Hay maa kaise tujhe samjhaye
Aaye hai hum sharan tihari
Rakho laaj hamar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hamare avgun chit nahi dhariyo
Hamare avgun chit nahi dhariyo
Aan pade tuhre dwar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Hum paapi tu bakshanhar
Raksha karna ho mata hamari
Raksha karna ho mata hamari
Raksha karna ho mata hamari.

MovieSaheb Bahadur
SingerAmbar Kumar, Chandrani Mukherjee, Chandru Atma (C. H. Atma), Dilraj Kaur, Mahendra Kapoor
DirectorChetan Anand
Music ComposerMadan Mohan Kohli
LyricistRajendra Krishan
Star CastDev Anand, Priya Rajvansh, Jalal Agha, Ajit, I.S. Johar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *