Dekho Idhar Dekho Lyrics | Phir Wahi Raat (1980) | Asha Bhosle, Kishore Kumar | R D Burman

Dekho idhar dekho ai mere humsafar
Jivan ke safar mein pichhe mud ke kya dekhana
Dekho idhar dekho la la la la, ai mere humsafar la la la…
Jivan ke safar mein, la la la… pichhe mud ke kya dekhana

Dekho idhar dekho ai mere humsafar
Jivan ke safar mein pichhe mud ke kya dekhana

(Beeti huyi baaton ka ghum chhodo jara aao bolo haso
Mausam badal gaya chalo aanewaali bahaaron mein baso) – (2)
Dekho idhar dekho ai mere humsafar
Jivan ke safar mein pichhe mud ke kya dekhana

Hari hari phulon bhari raahon mein jindagi kho gayi
Aa aa aa aa aa… la la la la…
Hari hari phulon bhari raahon mein jindagi kho gayi
O ghumon ke din gaye toh phir hawa bhi kya suhaani ho gayi
La la la la……
Ghumon ke din gaye toh phir hawa bhi kya suhaani ho gayi
Dekho idhar dekho la la la la… ai mere humsafar
Jivan ke safar mein pichhe mud ke kya dekhana
Dekho idhar dekho ai mere humsafar
Jivan ke safar mein pichhe mud ke kya dekhana

MoviePhir Wahi Raat (1980)
SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar
Music ComposerR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *