Chhalkaao Jhoom Ke Paimaana Khushi Ka Lyrics | Phir Wahi Raat (1980) | Kishore Kumar | R D Burman

(Chhalkaao jhoom ke paimaana khushi ka
Hasake jo gujaar de jina hai usi ka) – (2)

(Jinda dil waale rakhate hai dil se kaam
Ghum ko karate hai dur hi se salaam) – (2)
Dil se hum hai hum se hai jindagi
Chhalkaao jhoom ke paimaana khushi ka
Hasake jo gujaar de jina hai usi ka
La la la la….

(Jab tak jivan ki shaam hasati rahe
Aur yeh julfon ki rut mehakati rahein) – (2)
Saaj dil pe gaaye ja dhun yahin
Chhalkaao jhoom ke paimaana khushi ka
Hasake jo gujaar de jina hai usi ka
La la la la….

MoviePhir Wahi Raat (1980)
SingerKishore Kumar
Music ComposerR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *