Phir Wahi Raat Lyrics | Phir Wahi Raat (1980) | Asha Bhosle | R D Burman

Aa…
Phir wahi hum tum, phir wahi tanhaayi
Phir wahi raat aao na
(Phir wahi raat aayi jaaneja
Phir chali hai dil mein aandhiyaan) – (2)
(Aa re gup chup aa re aaja re
Phir wahi raat aayi jaaneja
Phir chali hai dil mein aandhiyaan) – (2)

Ho (tod gayi bandhan toh paaya tera pyaar
Chhaayi mere tan pe gajab ki bahaar) – (2)
Upar se reshami haan upar se reshami andhera meri jaan
Aa re gup chup aa re aaja re
Phir wahi raat aayi jaaneja
Phir chali hai dil mein aandhiyaan

(Dekho jara chhuke aao na mere paas
Dur ke milan se bujhegi nahi pyaas) – (2)
Dubake mujhe bhi haan
Dubake mujhe bhi duba do sajana
Aa re gup chup aa re aaja re
Phir wahi raat aayi jaaneja
Phir chali hai dil mein aandhiyaan

Aa re gup chup aa re aaja re
Phir wahi raat aayi jaaneja

Aa re gup chup, aa re gup chup
Phir wahi raat aayi jaaneja

MoviePhir Wahi Raat (1980)
SingerAsha Bhosle
Music ComposerR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *