Churao Na Dil Lyrics | Deewane | Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan | Sanjeev Darshan

Churao Na Dil Lyrics | Deewane | Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan | Sanjeev Darshan

Karoon kya dil to jaane na
Karoon kya dil to maane na

Hai deewana bada
Isse bekaraari na do
Hosh me aaye naa
Isse woh khumaari na do

Maine barson se isko
Seene me hai chhupaake rakhha
Bekhabar hai ya yeh toh
Jaane naa pyaar hota kya

Churao na dil churao na dil
Churao na dil churao na dil

Hai deewana bada
Isse bekaraari na do
Hosh me aaye naa
Isse woh khumaari na do

Maine barson se isko
Seene me hai chhupaake rakhha
Bekhabar hai ya yeh toh
Jaane naa pyaar hota kya

Churao na dil churao na dil
Churao na dil churao na dil

Ehsaas na jaane kaisa jagey
Dekhoon tujhe tan pighalne lagey
Aalam jisse chooke betaab hai
Meri mohabbat me woh aag hai

Kyun jalaate ho aise mausam me
Dard samjho zara
Behke armaan hai pyasi dhadkan hain
Main karoon bhi to kya

Churao na dil churao na dil

Teri khataa hai na mera qusoor
Yeh sab to hai aashiqui ka suroor
Baahon me mujhko bikhar jaane de
Hadd se bhi aage guzar jaane de

Teri aankhon ne meri aankhon se
Jaane kya keh diya
Naa sambhalne de ek pal ko bhi
Hai yeh kaisa nasha

Churao na dil churao na dil

Hai deewana bada
Isse bekaraari na do
Hosh me aaye naa
Isse woh khumaari na do

Maine barson se isko
Seene me hai chhupaake rakhha
Bekhabar hai ya yeh toh
Jaane naa pyaar hota kya

Churao na dil churao na dil

MovieDeewane
SingerKavita Krishnamurthy, Udit Narayan
DirectorHarry Baweja
Music ComposerSanjeev Darshan
LyricistSameer
Star CastAjay Devgn, Urmila Matondkar, Mahima Choudhary, Shivaji Satam, Johny Lever, Paresh Rawal, Pramod Moutho, Aasif Sheikh, Gulshan Grover, Tiku Talsania, Reema Lagoo, Padmini Kapila, Dinesh Hingoo, Usha Bachani, Neha, Raju Mavani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *