Bichhi padi hain aashiqui tere kadmo mein – 2
Noor hain bas noor hain in najro mein – 2
Kar rahi hain aaj sajda bekhudi – 2
Bebasi lagne lagi hain zindagi – 2
Roop ke jalwo ki haay kya baat hain – 2
Ek gunaah kar du gunaah ki raat hain – 2
| Movie | Kismat (new) |
| Singer | Anand Raj Anand |