Iss duniya mein apana kya hai – (2)
Kehane ko sab kuchh apana hai
Iss duniya mein apana kya hai
Tere saath gayi woh raunak – (2)
Abb iss shehar mein rakha kya hai – (3)
Iss nagari ke kuchh logon ne – (2)
Dukh ka naam dawa rakha hai – (3)
| Movie | Khwahishein - Jagjit Singh |
| Singer | Jagjit Singh |