Aaye Haaye Lyrics | Time To Dance | Vishal Mishra, Millind Gaba (MusicMG)

Aaye Haaye Lyrics | Time To Dance | Vishal Mishra, Millind Gaba (MusicMG)

Besharmiyon ka aaj hai bahana
Galtiyan yeh phir se
Hath mein na aaye aaye aaye

Hey besharmiyon ka aaj hai bahana
Galtiyan yeh phir se
Hath mein na aaye aaye aaye

Hichkichahaton mein lamhein gavana
Rok le yahin pe
Raat ye na jaaye jaaye jaaye

Neela sa nasha aaj sidha tu
Aankhon se pilaye
Hosh se zara door
Behosh hote hi jaaye

Aaye haaye aa aaye haaye
Aaye haaye aa aaye haaye
Aaye haaye aa aaye haaye
Dil mera dooba dooba jaaye

Aaye haaye aa aaye haaye
Aaye haaye aa aaye haaye
Aaye haaye aa aaye haaye
Dil mera dooba dooba jaaye

Marzi ki bas do baatein
Karlo na jate jate
Mausam ye phir nahi aate
Na na na karo inkaar

Kehti hai aaj hawayein
Raaton ki neend churayein
Sabah tak ghar na jaaye
Suno suno na suno ek baar

Kisi ki na ho aaj parvaah
Khud ko bhi bhulaye
Hosh se zara door
Behosh hote hi jaaye

Aaye haaye aa aaye haaye
Aaye haaye aa aaye haaye
Aaye haaye aa aaye haaye
Dil mera dooba dooba jaaye

Aaye haaye aa aaye haaye
Aaye haaye aa aaye haaye
Aaye haaye aa aaye haaye
Dil mera dooba dooba jaaye.

MovieTime To Dance
SingerVishal Mishra, Millind Gaba (MusicMG), Aditi Singh Sharma
DirectorStanley D’Costa
Music ComposerVishal Mishra
LyricistRakesh Kumar (Kumaar)
Star CastSooraj Pancholi, Isabelle Kaif, Rajpal Yadav, Sammy Jonas Heaney, Gabriel Constantin
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *