Ab jungle jungle aur parvat parvat
Koi hai jo pukaara hai ke andhera hat jaeyga
Phir basti basti aur galiyon galiyon
Aaya jo sawera aangan aangan bat jaeyga
Jisne aake hame jaga ke
Kaha tum chaaho to ye ho sakta hai
Ummeed ki jisne roshni di hai
Suno kaun hai suno naam hai uska
Zokkomon zokkomon zokkomon zokkomon
Ham jaage hain to chalo sab ko jaga de
Jo karna tha par kar na sake ab wo karna hai
Hame jo karna hai chalo sab ko bata de
Ab jo bhi hai sach hai kehne mein hame nahi darna hai
Jisne aake hame jaga ke
Kaha tum chaaho to ye ho sakta hai
Ummeed ki jisne roshni di hai
Suno kaun hai suno naam hai uska
Zokkomon zokkomon zokkomon zokkomon
Chaahe kahin koi bhi zulm ki baat ho
To kabhi maanenge ham nahi
Kam hai agar umr to kya hua
Hausla kam nahi josh to kam nahi
Jaan hatheli par hai meri
Hamko ab ye duniya badalna hai
Ummeed ki jisne roshni di hai
Suno kaun hai suno naam hai uska
Zokkomon zokkomon zokkomon zokkomon
Zokkomon zokkomon
| Movie | Zokkomon |
| Singer | Shankar Mahadevan, Alyssa Mendonsa |
| Director | Satyajit Bhatkal |
| Music Composer | Shankar Ehsaan Loy |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Star Cast | Darsheel Safary, Anupam Kher, Manjari Fadnis, Tinu Anand |

