Zindagi Uljhano Ko Bhool Kar Aaj Masti Me Lyrics | Nartaki | Asha Bhosle | Ravi

Zindagi ki uljhano ko bhul kar aaj masti me gujaro rat bhar
Subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

Aaj saki bhi hai or mahfil bhi hai
Aaj saki bhi hai or mahfil bhi hai
Aaj nagma bghi hai saze dil bhi hai
Aaj nagma bghi hai saze dil bhi hai
Zindagi me bekhudi bhi shamil hai
Rat aayi aisi laut kar aaj masti me gujaro rat bhar
Subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega
Subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega
Zindagi ki uljhano ko bhul kar aaj masti me gujaro rat bhar
Subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega
Subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

Aaj dil ka rang bhi mastana hai
Aaj dil ka rang bhi mastana hai
Chhalka chhalka hosh ka paymana hai
Chhalka chhalka hosh ka paymana hai
Har hakikat aaj ek fasana hai
Muskurakar dil ki har ek chot par
Aaj masti me gujaro rat bhar
Subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega
Subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega
Zindagi ki uljhano ko bhul kar aaj masti me gujaro rat bhar
Subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega
Subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

Jeet lo ulfat ki bazi har ke jeet lo ulfat ki bazi har ke
Hai maje inkar me ikarar ke hai maje inkar me ikarar ke
Jhum lo dam bhar nashe me pyar ke
Har game dunia se hoke bekhabar
Aaj masti me gujaro rat bhar
Subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega
Subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega
Zindagi ki uljhano ko bhul kar aaj masti me gujaro rat bhar
Subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega
Subah jab hogi to dekha jayega ho dekha jayega

MovieNartaki
SingerAsha Bhosle
DirectorNitin Bose
Music ComposerRavi
LyricistShakeel Badayuni
Star CastSunil Dutt, Nanda, Om Parkesh, Pratibala, Chandrima Bhaduri, Agha, Aruna Irani, Nana Palsikar, Moni Chatterjee, Polsan, Samar Chatterjee, Sarita Devi, Bagla, Surekha, Kusum Thakur, Sadiq, Sujata, Sharma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *