Jisme sawan bhi ho sathi bhi ho aur jhule bhi
Jisme sawan bhi ho sathi bhi ho aur jhule bhi
Jane is duniya me vo mela kidhar lagta hai
Jane is duniya me vo mela kidhar lagta hai
Sari duniya mujhe ak maut ka ghar lagta hai
Jindgi ab to tere naam se dar lagta hai
Jindgi ab to tere naam se dar lagta hai
| Movie | Shaandar |
| Singer | Mohammed Rafi |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Rajinder Krishan |
| Star Cast | Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore, Vinod Mehra, Aruna Irani, Raj Mehra |

