Zahir Kare Lyrics | Pranay Bahuguna

Zahir Kare Lyrics | Pranay Bahuguna

Kis tarha tumhe bataye
Aur kitna tumko chahe
Kyun ki tum ho jaroori
Baat kaise ye chupaye

Zahir kare ye ankhe meri
Karta hai dil baate teri
Zahir kare ye ankhe meri
Karta hai dil baate teri

Mujhme mera kya hai bata
Teri hui ab sanse meri
Mujhme mera kya hai bata
Teri hui ab sanse meri

Teri ijazat bina
Ek pal bhi main na jeeu

Tu hi safar hai mera
Teri taraf hi chalu
Ishq hai jo tera
Hain wo sab kuch mera

Ab bina tere kuch bhi nahi

Zahir kare ye ankhe meri
Karta hai dil baate teri
Zahir kare ye ankhe meri
Karta hai dil baate teri

Mujhme mera kya hai bata
Teri hui ab sanse meri.

SingerPranay Bahuguna
Music ComposerNilesh Ahuja
LyricistRakesh Kumar (Kumaar)
Star CastNikhil Bhambri, Mishti Chakravarty
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *