Yeh Tanhaiya Lyrics  | Takkar | Sanjeev Kumar, Jeetendra | Asha Bhosle | Rahul Dev Burman

Yeh Tanhaiya Lyrics | Takkar | Sanjeev Kumar, Jeetendra | Asha Bhosle | Rahul Dev Burman

Aaja aaja
Ye tanhayiya ye angadaiya
Mai hasi tu jawa ye shama fir kaha
Ye tanhayiya ye angadaiya
Mai hasi tu jawa ye shama fir kaha
Hoti hai to hone do ruswayiya
Ye tanhayiya ye angadaiya
Mai hasi tu jawa ye shama fir kaha
Ye tanhayiya ye angadaiya

Na tumhe khabar na hame khabar
Ho gaya hai kya mil gayi najar
Yu jhum ke
Na tumhe khabar na hame khabar
Ho gaya hai kya mil gayi najar
Yu jhum ke
Masti me hai aaj do parchaiya
Ye tanhayiya ye angadaiya

Gaur se suno hai ye raz ka
Aa rahi hai ye ek awaz kya
Dur dur dur se

Gaur se suno hai ye raz ka
Aa rahi hai ye ek awaz kya
Dur dur dur se

Bajti hai jaise kahi sahnaiya
Ye tanhayiya ye angadaiya

Rat ye hasi sun ho humnasi
Rah na jaye hum inme bas kahi
Yu dub ke
Rat ye hasi sun ho humnasi
Rah na jaye hum inme bas kahi
Yu dub ke
Uff teri ankho ki ye gahraiya
Ye tanhayiya ye angadaiya
Mai hasi tu jawa ye shama fir kaha
Hoti hai to hone do ruswayiya.

MovieTakkar
SingerAsha Bhosle
DirectorK. Bapaiah
Music ComposerRahul Dev Burman
LyricistAnand Bakshi
Star CastSanjeev Kumar, Jeetendra, Zeenat Aman, Jaya Prada, Vinod Mehra, Bindiya Goswami
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *