Yeh Raat Kunwari Hai Lyrics | Aastha | Vinod Rathod | Shaarang Dev

Yeh Raat Kunwari Hai Lyrics | Aastha | Vinod Rathod | Shaarang Dev

He kali kali rat ka tlism na tute kahi
Jism na tute kahi rat lachakti hai
He kali kali rat ka tlism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
Rat ke badan pe chand na rakhna
Chand ki chikni dali fisalti hai
He kali kali rat ka tlism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
Rat ke badan pe chand na rakhna
Chand ki chikni dali fisalti hai

Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai

Jagne ki rat hai ye manglo duaye karo yaro se sajaye
Mile aisi bhi khataye karo jagne ki rat hai ye manglo duaye
Karo yaro se sajaye mile aisi bhi khataye karo
Husn ki dhar kahi kate na khumari kahi
Rat ye bhari hai ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai

Os ka dana dana rat ka khajana hai
Chori chori chor ki nigaho se churana hai
Os ka dana dana rat ka khajana hai
Chori chori chor ki nigaho se churana hai
Kachi kachi umar hai kachi kachi baho me
He rat ki khumari hai ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
Rat ke badan pe chand na rakhna chand ki chikni dli fisalti hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai

MovieAastha
SingerVinod Rathod
DirectorBasu Bhattacharya
Music ComposerShaarang Dev
LyricistGulzar
Star CastOm Puri, Rekha, Naveen Nischol, Dinesh Thakur, Daisy Irani, Kamal, Beena, Suparna A, Manoj, Nandu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *